Veer Zaara

Tum Paas Aa Rahe Ho Songtext / Lyric


Veer Zaara - Tum Paas Aa Rahe Ho Songtext


Dheere, dheere, dheere, dheere, aankhon mein chhaa rahe ho
Tum paas aa rahe ho
Chupke, chupke, chupke, chupke, dil mein sama rahe ho
Tum paas aa rahe ho
Dheere, dheere
Chupke, chupke

Jhukti huwi ye palkein, khulte huwe ye gesoo -2
Ye sharm ki adaayein, woh shokhiyon ka jaadoo
Kaise, kaise, kaise, kaise, sapne dikha rahe ho
Tum paas aa rahe ho
Dheere, dheere
Chupke, chupke

Phoolon bhare, nazaare, ye khushbuwon ke dere -2
Lagte hain, khwaab jaise, ye shaam ye savere
Holle, holle, holle, holle, armaan jaga rahe ho
Tum paas aa rahe ho
Chupke, chupke
Dheere, dheere, aankhon mein chhaa rahe ho
Tum paas aa rahe ho
Aa haa haa… haa.. ho ho ho
Hmm… la la la

Dieser Songtext wurde von www.Deine-Songtexte.com heruntergeladen :)

"Tum Paas Aa Rahe Ho" Video ansehen

Was denkst du über "Tum Paas Aa Rahe Ho"?